bagh-o-bahisht-o-hur-o-jannat abraron ko kijiye inayat
bagh-o-bahisht-o-hur-o-jannat abraron ko kijiye inayat
Nisar Akbarabadi
MORE BYNisar Akbarabadi
bāġh-o-bahisht-o-hūr-o-jannat abrāroñ ko kījiye ināyat
hameñ nahīñ kuchh us kī zarūrat aap ke ham dīvāne haiñ
naqāb uThā.e shauq se aa.e hairānoñ se parda kaisā
kah do 'nisār' us parda-nashīñ se hosh se ham begāne haiñ
bagh-o-bahisht-o-hur-o-jannat abraron ko kijiye inayat
hamein nahin kuchh us ki zarurat aap ke hum diwane hain
naqab uThae shauq se aae hairanon se parda kaisa
kah do 'nisar' us parda-nashin se hosh se hum begane hain
- Book : Tazkira Shora-e-Warsia (Pg. 144)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.