Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

bahe hain ashk-e-KHun rashk-e-hina-e-yar par kya kya

Hasrat Azimabadi

bahe hain ashk-e-KHun rashk-e-hina-e-yar par kya kya

Hasrat Azimabadi

MORE BYHasrat Azimabadi

    bahe haiñ ashk-e-ḳhūñ rashk-e-hinā-e-yār par kyā kyā

    pise ushshāq ke dil dast-o-pā-e-yār par kyā kyā

    dikhā kar apnā jalva kar diyā har shai se mustaġhnī

    hasad hai bādshāhoñ ko gadā-e-yār par kyā kyā

    rahā mahrūm maiñ bhī ḳhūbī-e-maqsūm se varna

    luTī daulat dar-daulat-e-sarā-e-yār par kyā kyā

    bahe hain ashk-e-KHun rashk-e-hina-e-yar par kya kya

    pise ushshaq ke dil dast-o-pa-e-yar par kya kya

    dikha kar apna jalwa kar diya har shai se mustaghni

    hasad hai baadshahon ko gada-e-yar par kya kya

    raha mahrum main bhi KHubi-e-maqsum se warna

    luTi daulat dar-daulat-e-sara-e-yar par kya kya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now