zahid mariz-e-ishq ki koi dawa nahin
zāhid marīz-e-'ishq kī koī davā nahīñ
DhūñDhā tabīb par kahīñ nusḳha milā nahīñ
pīr-e-muġhāñ ke dar pe huī 'umr sab tamām
maiñ rind-e-husn-e-yār huuñ kuchh pārsā nahīñ
tum se sanam guzārish ‘bahlol’ hai yahī
vaqt-e-sahar meñ kyuuñ abhī bād-e-sabā nahīñ
zahid mariz-e-'ishq ki koi dawa nahin
DhunDha tabib par kahin nusKHa mila nahin
pir-e-mughan ke dar pe hui 'umr sab tamam
main rind-e-husn-e-yar hun kuchh parsa nahin
tum se sanam guzarish ‘bahlol’ hai yahi
waqt-e-sahar mein kyun abhi baad-e-saba nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.