Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

dil butoñ pe nisār karte haiñ

Fana Bulandshahri

dil butoñ pe nisār karte haiñ

Fana Bulandshahri

dil butoñ pe nisār karte haiñ

kufr ko pā.edār karte haiñ

jin maz.hab sanam-parastī ho

kāfirī iḳhtiyār karte haiñ

us īmān lūTte haiñ sanam

jis ko apnā shikār karte haiñ

hausla merā āzmāne ko

vo sitam baar baar karte haiñ

is se baḌh kar nahīñ namāz koī

apnī hastī se pyaar karte haiñ

ai 'fanā' dil sambhāl kar rakhnā

but nigāhoñ se vaar karte haiñ

dil butoñ pe nisār karte haiñ

kufr ko pāedār karte haiñ

jin mazhab sanam-parastī ho

kāfirī iḳhtiyār karte haiñ

us īmān lūTte haiñ sanam

jis ko apnā shikār karte haiñ

hausla merā āzmāne ko

wo sitam bar bar karte haiñ

is se baḌh kar nahīñ namāz koī

apnī hastī se pyar karte haiñ

ai 'fanā' dil sambhāl kar rakhnā

but nigāhoñ se war karte haiñ

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now