dil jise kahte the wo ek aabla tha bah gaya
dil jise kahte the vo ek aabla thā bah gayā
naam ko ab zaḳhm sā dāġh-e-numāyāñ rah gayā
'fard' kī kyā ḳhuub hālat ishq meñ pahuñchī hai ab
jiske jo kuchh jī meñ aayā muñh pe aa ke kah gayā
dil jise kahte the wo ek aabla tha bah gaya
nam ko ab zaKHm sa dagh-e-numayan rah gaya
'fard' ki kya KHub haalat ishq mein pahunchi hai ab
jiske jo kuchh ji mein aaya munh pe aa ke kah gaya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.