asir-e-zauq-e-kHudi jab yahan se guzre hain
asīr-e-zauq-e-kHudī jab yahāñ se guzre haiñ
to be-niyāz tire āstāñ se guzre haiñ
hameñ gale se lagāyā hameñ salām kiyā
kabhī jo kūcha-e-sāhib-e-dilāñ se guzre haiñ
asir-e-zauq-e-kHudi jab yahan se guzre hain
to be-niyaz tere aastan se guzre hain
hamein gale se lagaya hamein salam kiya
kabhi jo kucha-e-sahib-e-dilan se guzre hain
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.18 (Pg. 270)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.