ji mein aata hai qusur ki balaen le lun
jī meñ aatā hai qusūr kī balā.eñ le luuñ
aaj paatā huuñ kisī ko rag-e-gardan ke qarīb
phūñk degī ai ḳhud āh-e-jigar-soz mirī
kauñdtī phirtī hai kyuuñ barq-e-nasheman ke qarīb
haañ lage haath junūñ us kī ḳhabar bhī le le
baḌh ke aayā hai garebāñ mire dāman ke qarīb
ji mein aata hai qusur ki balaen le lun
aaj pata hun kisi ko rag-e-gardan ke qarib
phunk degi ai KHud aah-e-jigar-soz meri
kaundti phirti hai kyun barq-e-nasheman ke qarib
han lage hath junun us ki KHabar bhi le le
baDh ke aaya hai gareban mere daman ke qarib
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.II (Pg. 260)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.