tum sa dekha nahin KHudai mein
tum sā dekhā nahīñ ḳhudā.ī meñ
dil-navāzī meñ dilrubā.ī meñ
dil ho āzurda-e-dīd kī nazar
gayā īmān rū-numā.ī meñ
dīn-o-īmān par girī bijlī
lag ga.ī aag pārsā.ī meñ
tum sa dekha nahin KHudai mein
dil-nawazi mein dilrubai mein
dil ho aazurda-e-did ki nazar
gaya iman ru-numai mein
din-o-iman par giri bijli
lag gai aag parsai mein
- Book : Tazkira Sho.ara-e-Warsia (Pg. 37)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.