bazm-e-gul mein wo gul-ezar nahin
bazm-e-gul meñ vo gul-ezār nahīñ
fasl-e-gul hai magar bahār nahīñ
kaun sā dil hai dard se ḳhālī
kaun sā diida ashk-bār nahīñ
kar 'fazīhat' rah-e-tajarrud tai
ye vo sahrā hai jis meñ ḳhaar nahīñ
bazm-e-gul mein wo gul-ezar nahin
fasl-e-gul hai magar bahaar nahin
kaun sa dil hai dard se KHali
kaun sa dida ashk-bar nahin
kar 'fazihat' rah-e-tajarrud tai
ye wo sahra hai jis mein KHar nahin
- Book : Tazkira Sho.ara-e-Warsia (Pg. 37)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.