gae mai pite hue aalam-e-asrar se hum
ga.e mai piite hue ālam-e-asrār se ham
mast jannat meñ ga.e ḳhāna-e-ḳhumār se ham
rakhte haiñ chashm-e-karam aap kī sarkār se ham
nazr laa.e haiñ guhar chashm-e-guhar-bār se ham
sañg-e-tūr aap ke jalvoñ se sarfarāz rahe
aur mahrūm raheñ aap ke dīdār se ham
gae mai pite hue aalam-e-asrar se hum
mast jannat mein gae KHana-e-KHumar se hum
rakhte hain chashm-e-karam aap ki sarkar se hum
nazr lae hain guhar chashm-e-guhar-bar se hum
sang-e-tur aap ke jalwon se sarfaraaz rahe
aur mahrum rahen aap ke didar se hum
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.