Sufinama

ghusa mein mila ta hai ki un se nazar koi

ġhussa meñ milā hai ki un se nazar koī

tevar yahī kahte haiñ dekhe na idhar koī

tasvīr tumhārī hai tum ho ḳhudā jaane

ik ālam-e-hairat meñ hai pesh-e-nazar koī

yād-e-ruḳh-o-gesū meñ yuuñ roz guzartī hai

mere dil-o-dīda meñ hai pesh-e-nazar koī

allāh rahmat se umiid bahut kuchh hai

mere liye ai nāseh andesha kar koī

ghussa mein mila ta hai ki un se nazar koi

tewar yahi kahte hain dekhe na idhar koi

taswir tumhaari hai ya tum ho KHuda jaane

ek aalam-e-hairat mein hai pesh-e-nazar koi

yaad-e-ruKH-o-gesu mein yun roz guzarti hai

mere dil-o-dida mein hai pesh-e-nazar koi

allah ki rahmat se umid bahut kuchh hai

mere liye ai naseh andesha kar koi

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now