ghussa mein mila ta hai ki un se nazar koi
ġhussa meñ milā tā hai ki un se nazar koī
tevar yahī kahte haiñ dekhe na idhar koī
tasvīr tumhārī hai yā tum ho ḳhudā jaane
ik ālam-e-hairat meñ hai pesh-e-nazar koī
yād-e-ruḳh-o-gesū meñ yuuñ roz guzartī hai
mere dil-o-dīda meñ hai pesh-e-nazar koī
allāh kī rahmat se umiid bahut kuchh hai
mere liye ai nāseh andesha kar koī
ghussa mein mila ta hai ki un se nazar koi
tewar yahi kahte hain dekhe na idhar koi
taswir tumhaari hai ya tum ho KHuda jaane
ek aalam-e-hairat mein hai pesh-e-nazar koi
yaad-e-ruKH-o-gesu mein yun roz guzarti hai
mere dil-o-dida mein hai pesh-e-nazar koi
allah ki rahmat se umid bahut kuchh hai
mere liye ai naseh andesha kar koi
- Book : Bihar men Urdu ki Sufiyana Shairi (Pg. 192)
- Author :Dr. Taiyab Abdali
- Publication : Israr Karimi Press, Allahabad (1998)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.