wo yun chal diye aaj tewar badal ke
vo yuuñ chal diye aaj tevar badal ke
ki armāñ mire rah ga.e haath mal ke
ye jām-e-subū kyā haiñ kyā zarf un kā
mazā jab se saaqī kī āñkhoñ se chhalke
vahī nāzish āb-e-gauhar haiñ 'hādī'
jo aañsū mohabbat meñ āñkhoñ se chhalke
wo yun chal diye aaj tewar badal ke
ki arman mere rah gae hath mal ke
ye jam-e-subu kya hain kya zarf un ka
maza jab se saqi ki aankhon se chhalke
wahi nazish aab-e-gauhar hain 'hadi'
jo aansu mohabbat mein aankhon se chhalke
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.X (Pg. 330)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.