aankhon ne faqat nadani se jo dekh liya wo man liya
āñkhoñ ne faqat nādānī se jo dekh liyā vo maan liyā
dil ne to baḌī dānā.ī kī be-dekhe tujhe pahchān liyā
allāh ke ghar kī daulat thī allāh ke ghar ke saath ga.ī
pahle to butoñ ne dil ko liyā phir diin liyā īmān liyā
aankhon ne faqat nadani se jo dekh liya wo man liya
dil ne to baDi danai ki be-dekhe tujhe pahchan liya
allah ke ghar ki daulat thi allah ke ghar ke sath gai
pahle to buton ne dil ko liya phir din liya iman liya
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.XI (Pg. 173)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.