Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

husn har naunihāl rakhtā hai

Meer Muhammad Bedar

husn har naunihāl rakhtā hai

Meer Muhammad Bedar

MORE BYMeer Muhammad Bedar

    husn har naunihāl rakhtā hai

    koī tujh jamāl rakhtā hai

    mujh se ho tere jaur shikva

    ye bhalā ehtimāl rakhtā hai

    tujh se kuchh apnā arz-e-hāl kare

    dil kab itnī majāl rakhtā hai

    maah kyā hai ki jis se duuñ tashbīh

    husn be-zavāl rakhtā hai

    jīte-jī us se āshiq-e-mahjūr

    kab umīd-e-visāl rakhtā hai

    kahāñ aur us vasl kahāñ

    ye ḳhayāl-e-muhāl rakhtā hai

    meñ 'bedār' tere milne

    aah kyā kyā ḳhayāl rakhtā hai

    husn har naunihāl rakhtā hai

    koī tujh jamāl rakhtā hai

    mujh se ho tere jaur shikwa

    ye bhalā ehtimāl rakhtā hai

    tujh se kuchh apnā arz-e-hāl kare

    dil kab itnī majāl rakhtā hai

    mah kyā hai ki jis se duñ tashbīh

    husn be-zawāl rakhtā hai

    jīte-jī us se āshiq-e-mahjūr

    kab umīd-e-wisāl rakhtā hai

    kahāñ aur us wasl kahāñ

    ye ḳhayāl-e-muhāl rakhtā hai

    meñ 'bedār' tere milne

    aah kyā kyā ḳhayāl rakhtā hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now