Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

jo raunaq-e-chaman the na wo gul na Khaar hain

Raushan Badayuni

jo raunaq-e-chaman the na wo gul na Khaar hain

Raushan Badayuni

jo raunaq-e-chaman the na vo gul na ḳhaar haiñ

kuchh kuchh miTe hue se nishān-e-mazār haiñ

'raushan' milegī ek na ik din murād-e-dil

ham bhī dar-e-karīm ke umīd-vār haiñ

jo raunaq-e-chaman the na wo gul na KHar hain

kuchh kuchh miTe hue se nishan-e-mazar hain

'raushan' milegi ek na ek din murad-e-dil

hum bhi dar-e-karim ke umid-war hain

Source :
  • Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.18 (Pg. 141)
  • Author : Irfan Abbasi
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now