jahan mein har su hai us ka jalwa kahan nahin hai kidhar nahin hai
jahan mein har su hai us ka jalwa kahan nahin hai kidhar nahin hai
Khwaja Azizul Hasan Majzoob
MORE BYKhwaja Azizul Hasan Majzoob
jahāñ meñ har sū hai us kā jalva kahāñ nahīñ hai kidhar nahīñ hai
vo zarre-zarre meñ jalva-gar hai magar koī dīda-var nahīñ hai
hañsī bhī hai mere lab pe har dam aur aañkh bhī merī tar nahīñ hai
magar jo dil ro rahā hai paiham kisī ko us kī ḳhabar nahīñ hai
jahan mein har su hai us ka jalwa kahan nahin hai kidhar nahin hai
wo zarre-zarre mein jalwa-gar hai magar koi dida-war nahin hai
hansi bhi hai mere lab pe har dam aur aankh bhi meri tar nahin hai
magar jo dil ro raha hai paiham kisi ko us ki KHabar nahin hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.