agar gai hai to kya gai hai nazar ba-hadd-e-nazar gai hai
agar gai hai to kya gai hai nazar ba-hadd-e-nazar gai hai
Jami Badayuni
MORE BYJami Badayuni
agar ga.ī hai to kyā ga.ī hai nazar ba-hadd-e-nazar ga.ī hai
rahe salāmat tirī tajallī ki ḳhud udhar se guzar ga.ī hai
balā kī tīkhī haiñ merī aaheñ kabhī jo badle haiñ un ke tevar
falak ne kī hai jafā se tauba kamān-e-daurāñ utar ga.ī hai
agar gai hai to kya gai hai nazar ba-hadd-e-nazar gai hai
rahe salamat teri tajalli ki KHud udhar se guzar gai hai
bala ki tikhi hain meri aahen kabhi jo badle hain un ke tewar
falak ne ki hai jafa se tauba kaman-e-dauran utar gai hai
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.II (Pg. 85)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.