gar azm kare uski tajalli ke bayan ka
gar 'azm kare us kī tajallī ke bayāñ kā
raushan hai jale sham.a sifat taaza zamāñ kā
kab tīr-e-ḳhatā hove us abrū ke kamāñ kā
us sīna-e-zakHmī se samajh hāl-e-nishāñ kā
kab qāfila vādī-e-koh-e-mohabbat kī kare tai
yaañ badraqa hairat se huā sañg-e-nishāñ kā
gar 'azm kare us ki tajalli ke bayan ka
raushan hai jale shama sifat taza zaman ka
kab tir-e-KHata howe us abru ke kaman ka
us sina-e-zakHmi se samajh haal-e-nishan ka
kab qafila wadi-e-koh-e-mohabbat ki kare tai
yan badraqa hairat se hua sang-e-nishan ka
- Book : Bihar men Urdu ki Sufiyana Shairi (Pg. 120)
- Author :Mohammad Tayyab Abdali
- Publication : Israr Karimi Press Allahabad (1988)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.