hazar mauj-e-bahaaran guzar gai lekin
hazār mauj-e-bahārāñ guzar ga.ī lekin
abhī hai zer-e-numū kā.ināt kyā kahiye
udhar taqāzā ki ġham kāmyāb ho jaa.e
idhar ye sharm ki furqat kī baat kyā kahiye
hazar mauj-e-bahaaran guzar gai lekin
abhi hai zer-e-numu kainat kya kahiye
udhar taqaza ki gham kaamyab ho jae
idhar ye sharm ki furqat ki baat kya kahiye
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.