Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

marte marte gai na tanhai

Khwaja Ruknuddin Ishq

marte marte gai na tanhai

Khwaja Ruknuddin Ishq

marte marte ga.ī na tanhā.ī

ai shab-e-vasl bhale aa.ī

dil gosha meñ apne baiThā rah

kahte haiñ shoḳh se vo harjā.ī

nañg aur naam se guzar ai dil

lutf hai 'ishq meñ sau rusvā.ī

merī sūrat se ho ga.ī be-zār

tāqat-o-sabr aur shakebā.ī

aage to mujh ko 'ishq kahte the

in dinoñ meñ laqab hai saudā.ī

marte marte gai na tanhai

ai shab-e-wasl tu bhale aai

dil tu gosha mein apne baiTha rah

kahte hain shoKH se wo harjai

nang aur nam se guzar ai dil

lutf hai 'ishq mein sau ruswai

meri surat se ho gai be-zar

taqat-o-sabr aur shakebai

aage to mujh ko 'ishq kahte the

in dinon mein laqab hai saudai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now