kisi ko KHabar hai aah mere dagh-e-ishq ki
kisī ko ḳhabar hai aah mire dāġh-e-ishq kī
ḳhāmosh ho ke jaltā hai kabāb dal
dekhā hai jab suuñ surḳhī-pāñ ḳhuuñ hūbahū chalā
us la.al-lab suuñ pūchhoge jā āb-o-tāb-e-dil
naam us kā lo to dho lo muñh gulāb suuñ
ya.anī ki sab habāboñ siiñ paak hai habāb-e-dil
ab bhī to de vo apne se kuchh namak
ġhaflat suuñ le chalā hai diyā ye kabāb-e-dil
kisi ko KHabar hai aah mere dagh-e-ishq ki
KHamosh ho ke jalta hai kabab dal
dekha hai jab sun surKHi-pan KHun hubahu chala
us lal-lab sun puchhoge ja aab-o-tab-e-dil
nam us ka lo to dho lo munh gulab sun
yani ki sab hababon sin pak hai habab-e-dil
ab bhi to de wo apne se kuchh namak
ghaflat sun le chala hai diya ye kabab-e-dil
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.