kya bataen qurb-o-boad-e-manzil-e-jaanana hum
Interesting Fact
(شاعر۔ آگرہ دسمبر ۱۹۳۸ء)
kyā batā.eñ qurb-o-bo.ad-e-manzil-e-jānāna ham
baḌhtā jaatā hai safar ye jitnā jaate jā.iye
de ke zauq-e-ārzū ko mustaqil pahnā.iyāñ
lutf-e-jalva zarre zarre se uThāte jā.iye
ahl-e-mahfil hoñ na hoñ dil to mujassam gosh hai
qissa-e-ġham rāt-bhar 'hāmid' sunāte jā.iye
kya bataen qurb-o-boad-e-manzil-e-jaanana hum
baDhta jata hai safar ye jitna jate jaiye
de ke zauq-e-arzu ko mustaqil pahnaiyan
lutf-e-jalwa zarre zarre se uThate jaiye
ahl-e-mahfil hon na hon dil to mujassam gosh hai
qissa-e-gham raat-bhar 'hamid' sunate jaiye
- Book : Tazkira Shora-e-Warsia (Pg. 192)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.