Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

mast aankhon ki qasam khane ka mausam aa gaya

Iqbal Safipuri

mast aankhon ki qasam khane ka mausam aa gaya

Iqbal Safipuri

mast āñkhoñ qasam khāne mausam aa gayā

jaam ko shīshe se Takrāne mausam aa gayā

ismat-e-tauba ko Thukrāne mausam aa gayā

āgayā kar bahak jaane mausam aa gayā

phir ghaTā chhā.ī bahak jaane mausam aa gayā

jaam shīshe paimāne mausam aa gayā

hashr paiġhām lekar uTh rahī hai chashm-e-dost

dil har dhaḌkan pe itrāne mausam aa gayā

mast aankhon ki qasam khane ka mausam aa gaya

jam ko shishe se Takrane ka mausam aa gaya

ismat-e-tauba ko Thukrane ka mausam aa gaya

aagaya pi kar bahak jaane ka mausam aa gaya

phir ghaTa chhai bahak jaane ka mausam aa gaya

jam ka shishe ka paimane ka mausam aa gaya

hashr ka paigham lekar uTh rahi hai chashm-e-dost

dil ki har dhaDkan pe itrane ka mausam aa gaya

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Nusrat Fateh Ali Khan

Nusrat Fateh Ali Khan

Source :
  • Book : Shaakh-e-Gul

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now