kal hamara bhi gulistan mein basera tha magar
kal hamārā bhī gulistāñ meñ baserā thā magar
chhānte phirte haiñ ab ḳhaak bayābānoñ kī
us ko lalkārā hai ai mauj-e-havādis tū ne
jo sadā khelā hai āġhosh meñ tūfānoñ kī
lab to ḳhāmosh rahe aah magar ashkoñ ne
kaifiyat saarī batā dī mire armānoñ kī
kal hamara bhi gulistan mein basera tha magar
chhante phirte hain ab KHak bayabanon ki
us ko lalkara hai ai mauj-e-hawadis tu ne
jo sada khela hai aaghosh mein tufanon ki
lab to KHamosh rahe aah magar ashkon ne
kaifiyat sari bata di mere armanon ki
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.18 (Pg. 49)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.