Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

waqt-e-aKHir un ko meri yaad gar aai to kya

Khusrau Kakorvi

waqt-e-aKHir un ko meri yaad gar aai to kya

Khusrau Kakorvi

vaqt-e-āḳhir un ko merī yaad gar aa.ī to kyā

ba.ad mar jaane ke maiñ ne zindagī paa.ī to kyā

hijr maiñ un ḳhayāl aayā to kyā vo ā.gaye

ḳhvāb meñ gar vasl sūrat nazar aa.ī to kyā

waqt-e-aKHir un ko meri yaad gar aai to kya

baad mar jaane ke main ne zindagi pai to kya

hijr main un ka KHayal aaya to kya wo aagaye

KHwab mein gar wasl ki surat nazar aai to kya

Source :
  • Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.III
  • Author : Irfan Abbasi
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now