gharaz unki yahi hai mujhko diwana bana dena
ġharaz un kī yahī hai mujh ko dīvāna banā denā
kabhī chilman uThā denā kabhī chilman girā denā
shikasta par huuñ jaane kī tamannā hai nasheman tak
zarā ai uḌne vaalo apne par se aasrā denā
sar-e-mahfil jo tum ko dekh kar behosh hojāye hojāye
tum us se kuchh na kahnā apne dāman kī havā denā
gharaz un ki yahi hai mujh ko diwana bana dena
kabhi chilman uTha dena kabhi chilman gira dena
shikasta par hun jaane ki tamanna hai nasheman tak
zara ai uDne walo apne par se aasra dena
sar-e-mahfil jo tum ko dekh kar behosh hojaye hojaye
tum us se kuchh na kahna apne daman ki hawa dena
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.III
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.