labrez kar de phir kHum-o-mina sharab se
labrez kar de phir kHum-o-mīnā sharāb se
saaqī pilā ki jī nahīñ bhartā sharāb se
bait-e-haram hai mere liye terā mai-kada
ab to vuzū bhī hogā to hogā sharāb se
zāhid tū apne zohd-o-ibādat kī fikr kar
is mausam-e-bahār meñ tauba sharāb se
labrez kar de phir kHum-o-mina sharab se
saqi pila ki ji nahin bharta sharab se
bait-e-haram hai mere liye tera mai-kada
ab to wuzu bhi hoga to hoga sharab se
zahid tu apne zohd-o-ibaadat ki fikr kar
is mausam-e-bahaar mein tauba sharab se
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.IX (Pg. 97)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.