Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

muddaa aalam se apna hi faqat didar tha

Rasikh Azimabadi

muddaa aalam se apna hi faqat didar tha

Rasikh Azimabadi

mudda.ā aalam se apnā faqat dīdār thā

diid ko apnī ye ā.īna use darkār thā

dil se aage kyuuñ baḌhā ai talab-gār-e-visāl

phir idhar bhī to vahī ghar jalva-gāh-e-yār thā

dil havas vāloñ ke mahrūm us ke partav se rahe

jalva-gāh-e-dāġh-e-jānā sīna-e-abrār thā

muddaa aalam se apna hi faqat didar tha

did ko apni ye aaina use darkar tha

dil se aage kyun baDha tu ai talab-gar-e-visal

phir idhar bhi to wahi ghar jalwa-gah-e-yar tha

dil hawas walon ke mahrum us ke partaw se rahe

jalwa-gah-e-dagh-e-jaana sina-e-abrar tha

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now