naz tumko agar hai zar-o-mal par hum bhi bebas nahin be-sahaara nahin
naz tumko agar hai zar-o-mal par hum bhi bebas nahin be-sahaara nahin
Saeed Warsi
MORE BYSaeed Warsi
naaz tum ko agar hai zar-o-māl par ham bhī bebas nahīñ be-sahārā nahīñ
zor-e-bād-e-muḳhālif se ghabrā.eñ vo jin ko un ke karam par bharosa nahīñ
kyā huā chaak gar bādbāñ ho ga.e aur hālāt nā-mehrbāñ ho ga.e
terī chashm-e-karam jab ho sāya-figan duur kashtī se apnī kinārā nahīñ
naz tum ko agar hai zar-o-mal par hum bhi bebas nahin be-sahaara nahin
zor-e-baad-e-muKHalif se ghabraen wo jin ko un ke karam par bharosa nahin
kya hua chaak gar baadban ho gae aur haalat na-mehrban ho gae
teri chashm-e-karam jab ho saya-figan dur kashti se apni kinara nahin
- Book : Tazkira Shora-e-Warsia (Pg. 202)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.