na tera qurb muyassar na teri did hui
na terā qurb muyassar na terī diid huī
baroz-e-ī.d ye furqat to aur shadīd huī
ye kis ne rakh diyā sar pe hamāre dard-o-alam
nigāh shauq meñ saarī ḳhushī ba.iid huī
tamām shahar ye chhāyā hai ḳhauf kā a.alam
qatīl-e-ishq huā aql jab yazīd huī
na tera qurb muyassar na teri did hui
baroz-e-id ye furqat to aur shadid hui
ye kis ne rakh diya sar pe hamare dard-o-alam
nigah shauq mein sari KHushi baid hui
tamam shahar ye chhaya hai KHauf ka aalam
qatil-e-ishq hua aql jab yazid hui
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.