Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

bhar surat ki ban aawe doi sajan sahi karna

Qadir Bakhsh Bedil

bhar surat ki ban aawe doi sajan sahi karna

Qadir Bakhsh Bedil

MORE BYQadir Bakhsh Bedil

    bhar sūrat ki ban aave doī sājan sahī karnā

    sidaq setī aage asade adab ke haal meñ rahnā

    voī sālik-e-tarīqat hai voī māhir-e-haqīqat hai

    voī sāhib-e-sharī.at hai phachoñ te piir mat dharnā

    voī maare anal-haq dam kare iz.hār sirr baham

    koī bāñdhai kamar mohkam jo āpe-āp suuñ laḌnā

    voī 'rūmī'-o-'zañgī' hai valī tarsā 'farañgī' hai

    voī mardāna jañgī hai libāsāñ vekh mat Darnā

    bhar surat ki ban aawe doi sajan sahi karna

    sidaq seti aage asade adab ke haal mein rahna

    woi salik-e-tariqat hai woi mahir-e-haqiqat hai

    woi sahib-e-shariat hai phachon te pir mat dharna

    woi mare anal-haq dam kare izhaar sirr baham

    koi bandhai kamar mohkam jo aape-ap sun laDna

    woi 'rumi'-o-'zangi' hai wali tarsa 'farangi' hai

    woi mardana jangi hai libasan wekh mat Darna

    Source :
    • Book : Bedil Jo Urdu Kalam (Pg. 115)
    • Author : Faqeer Qadir Bakhsh Bedil
    • Publication : Sachchayee Ishaat Ghar, Pakistan (1997)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now