abru pe bal hai aankh churae hue se hain
abrū pe bal hai aañkh churā.e hue se haiñ
aa.e bhī haiñ jo vo to na aa.e hue se haiñ
baiThe haiñ yuuñ ki jaise kisī fikr meñ haiñ ġharq
phir bhī tamām bazm pe chhā.e hue se haiñ
abru pe bal hai aankh churae hue se hain
aae bhi hain jo wo to na aae hue se hain
baiThe hain yun ki jaise kisi fikr mein hain gharq
phir bhi tamam bazm pe chhae hue se hain
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.18 (Pg. 250)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.