lalla-hil-hamd ki jaan kucha-e-dildar mein hai
lallā-hil-hamd ki jaañ kūcha-e-dildār meñ hai
go mirī nā'sh paḌī dāman-e-kohsār meñ hai
zulf-e-mushkīñ ko jo dī mushk-e-ḳhutan se nisbat
par ḳhatā banda ye hāzir tirī sarkār meñ hai
apne abrū pe rakhī hai vo kalā.ī apnī
ye nayā qabza lagā yaar kī talvār meñ hai
naqd-e-sharar-añgez gar āh-e-ġharībāñ ma-ḳhur
gar ba-soz-o-jism-o-jāñ dard-mandāñ ġham ma-ḳhur
sham’-e-turbat rā agar bād-e-sabā ḳhāmosh kard
daaġh hā-e-dil shuda rashk-e-charāġhāñ ġham ma-ḳhur
lalla-hil-hamd ki jaan kucha-e-dildar mein hai
go meri na'sh paDi daman-e-kohsar mein hai
zulf-e-mushkin ko jo di mushk-e-KHutan se nisbat
par KHata banda ye hazir teri sarkar mein hai
apne abru pe rakhi hai wo kalai apni
ye naya qabza laga yar ki talwar mein hai
naqd-e-sharar-angez gar aah-e-ghariban ma-KHur
gar ba-soz-o-jism-o-jaan dard-mandan gham ma-KHur
sham’-e-turbat ra agar baad-e-saba KHamosh kard
dagh ha-e-dil shuda rashk-e-charaghan gham ma-KHur
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.