dam-e-gesu mein phansaya yar ne
dām-e-gesū meñ phañsāyā yaar ne
apnā dīvāna banāyā yaar ne
apne 'aks-o-zulf-o-rukH se sar-basar
kufr-o-īmāñ sab dikhāyā yaar ne
'hāziqā' apne tamāsha ke liye
mujh ko ā.īna banāyā yaar ne
dam-e-gesu mein phansaya yar ne
apna diwana banaya yar ne
apne 'aks-o-zulf-o-rukH se sar-basar
kufr-o-iman sab dikhaya yar ne
'haziqa' apne tamasha ke liye
mujh ko aaina banaya yar ne
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.