qadam-bosi teri karata zamin-e-asman hokar
qadam-bosī tirī karatā zamīn-e-āsmāñ hokar
ḳhajil hai āsmāñ qismat se apnī āsmāñ hokar
aTak kar rah ga.e zuhhād ham mai pī ke chal nikle
ga.ī hai raah kū-e-yār kī bāġh-e-jināñ hokar
qadam-bosi teri karata zamin-e-asman hokar
KHajil hai aasman qismat se apni aasman hokar
aTak kar rah gae zuhhad hum mai pi ke chal nikle
gai hai rah ku-e-yar ki bagh-e-jinan hokar
- Book : Bihar men Urdu ki Sufiyana Shairi (Pg. 167)
- Author :Mohammad Tayyab Abdali
- Publication : Israr Karimi Press Allahabad (1988)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.