zakir ke to he zoam main mazkur-e-nihan mein
zākir ke to he zo.am maiñ mazkūr-e-nihāñ meñ
aarif to use dekhte haiñ ain ayaañ meñ
mardān-e-ḳhudā jo haiñ vo haiñ aarif billāh
tafrīq nahīñ meñ hai ke kuchh pīr-o-javāñ meñ
ka.aba meñ use DhūñDe haiñ ābid-o-sājid
sālik use samjhe hai ke hai kaun-o-makāñ meñ
zakir ke to he zoam main mazkur-e-nihan mein
aarif to use dekhte hain ain ayan mein
mardan-e-KHuda jo hain wo hain aarif billah
tafriq nahin mein hai ke kuchh pir-o-jawan mein
kaba mein use DhunDe hain aabid-o-sajid
salik use samjhe hai ke hai kaun-o-makan mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.