Sufinama

ye kyun kahun mujhe ruswa-o-KHwar tu ne kiya

Waiz Azimabadi

ye kyun kahun mujhe ruswa-o-KHwar tu ne kiya

Waiz Azimabadi

MORE BYWaiz Azimabadi

    ye kyuuñ kahūñ mujhe rusvā-o-ḳhvār ne kiyā

    jo kuchh kiyā vo mere dil aarzū ne kiyā

    qusūr us meñ kisī nahīñ hai gul-e-surḳh

    judā chaman se tire rañg-o-bū ne kiyā

    lahū ke chhīñToñ se dāman kisī paak rahā

    baḌā adab tah-e-ḳhanjar rag-e-gulū ne kiyā

    ye kyun kahun mujhe ruswa-o-KHwar tu ne kiya

    jo kuchh kiya wo mere dil ki aarzu ne kiya

    qusur us mein kisi ka nahin hai gul-e-surKH

    juda chaman se tere rang-o-bu ne kiya

    lahu ke chhinTon se daman kisi ka pak raha

    baDa adab tah-e-KHanjar rag-e-gulu ne kiya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now