saf-goi rasan-o-dar pe le aai hai
sāf-goī rasan-o-dār pe le aa.ī hai
ye sazā kam hai to tajdīd-e-sazā aur sahī
raunaq-e-bazm-e-jahāñ laġhzish-e-ādam se huī
girya-e-iqdām ḳhatā hai to ḳhatā aur sahī
jaan denā bhī mohabbat meñ 'ibādat hai 'zahīr'
ye bhī sajda pai-e-taslīm-o-razā aur sahī
saf-goi rasan-o-dar pe le aai hai
ye saza kam hai to tajdid-e-saza aur sahi
raunaq-e-bazm-e-jahan laghzish-e-adam se hui
girya-e-iqdam KHata hai to KHata aur sahi
jaan dena bhi mohabbat mein 'ibaadat hai 'zahir'
ye bhi sajda pai-e-taslim-o-raza aur sahi
- Book : Tazkira Shora-e-Sahsawan (Pg. 78)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.