Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

dar-parda osare

Qazi Mahmood Daryai

dar-parda osare

Qazi Mahmood Daryai

MORE BYQazi Mahmood Daryai

    mat jo aao is prem galī

    dhaḌ DhūñDhe shīsh na paave valī

    merā shah bholā aayā is re galī

    jin piit apaa.e peT melī

    shīsh dene baal pūchhūñ bhalī

    huuñ to sevak terā mujh tuuñ bhāve

    is man mere tuuñ base chint aur naave

    chāroñ pharte huuñ pharī terī prit ke bāñdhe

    maiñ bhau meñ janam gavā.iyāñ ab so tujh suuñ sāñdhe

    binvā 'mahmūd' bintī man kar re saa.ī

    is man mere tuuñ base chint aur naa.ī

    mat jo aao ri is prem gali

    dhaD DhunDhe shish na pawe wali

    mera shah bhola aaya is re gali

    jin pit apae peT meli

    shish dene baal puchhun bhali

    hun to sewak tera mujh tun hi bhawe

    is man mere tun base chint aur nawe

    chaaron pharte hun phari teri prit ke bandhe

    main bhau mein janam gawaiyan ab so tujh sun sandhe

    binwa 'mahmud' binti man kar re sai

    is man mere tun base chint aur nai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now