jikri ba-shauq dili na jigri
te piiḌ na jaane merī re
huuñ miit kahūñgī bairī re
te laa.e prem kī chīrī re
huuñ jaa.e rab par parī re
ye baat aḳhūñ kis niḌī re
huuñ koyal jaisī kaalī re
kāchī kaliyāñ chūhiyāñ maalī re
maiñ naukhanD parathamī joī re
tujh sā miit na miliyā koī re
ek laḌī uhar roī re
'mahmūd' sā.īñ par gaajī re
dukh auroñ kahtā laajī re
dukh auroñ kahtā laajī re
ye bhiiḌ tumhoñ thī bhāñjī re
te piD na jaane meri re
hun mit kahungi bairi re
te lae prem ki chiri re
hun jae rab par pari re
ye baat aKHun kis niDi re
hun koyal jaisi kali re
kachi kaliyan chuhiyan mali re
main naukhanD parathami joi re
tujh sa mit na miliya koi re
ek laDi uhar roi re
'mahmud' sain par gaji re
dukh auron kahta laji re
dukh auron kahta laji re
ye bhiD tumhon thi bhanji re
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.