mera to we re
merā to ve re sab bātoñ kā rakh-vār oghaT ghaaT utāran-hār
wicket Duñgarī paañv meñ kāñTiyā baag base jis Thāñv
tis ban khanD kā tū hī raajā vaarī tere jā.ūñ
ghar āñgan jañgal aur Dūñgar 'bājan' man ek sā
bāhar-bhītar tū rakhāvat nā koī terā nigahbāñ
mera to we re sab baaton ka rakh-war oghaT ghaT utaran-haar
wicket Dungari panw mein kanTiya bag base jis Thanw
tis ban khanD ka tu hi raja wari tere jaun
ghar aangan jangal aur Dungar 'bajan' man ek sa
bahar-bhitar tu rakhawat na koi tera nigahban
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.