phul aur mali
jis bū luuñ sūñgan jā.ūñ tis baas tumhārā pā.ūñ
kar hārnā kaisūñ gul lā.ūñ
ye karne aur gulālāñ hor kaliyāñ je at lālāñ
sab deve teriyāñ bhālāñ
tuuñ mugar chāñpī chāñkhe dhan bīdhrī sāñkhe
ke.iyūñ taañ na lāgat rākhe
ye juuhī bhī narmā.ī hor baas tumhārī liyā.ī
tū heDe meñ le baahī
in haar hamīloñ saare sab kaliyoñ phuul pyāre
hañs kare so tuuñ mahkāre
tujh maalī je huuñ pā.ūñ le chorī maañh chhupā.ūñ
maiñ nainoñ nā nā dikhā.ūñ
tuuñ ghar ghar 'shah' ho aave havā lail kaliyoñ raave
jag tere suhāg khundāve
jis bu lun sungan jaun tis bas tumhaara paun
kar haarna kaisun gul laun
ye karne aur gulalan hor kaliyan je at lalan
sab dewe teriyan bhaalan
tun mugar chanpi chankhe dhan bidhri sankhe
keiyun tan na lagat rakhe
ye juhi bhi narmai hor bas tumhaari liyai
tu heDe mein le bahi
in haar hamilon sare sab kaliyon phul pyare
hans kare so tun mahkare
tujh mali je hun paun le chori manh chhupaun
main nainon na na dikhaun
tun ghar ghar 'shah' ho aawe hawa lail kaliyon rawe
jag tere suhag khundawe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.