luTaa rahe hai.n ye ra.ngiin KHayaal holii me.n

Akbar Warsi Meerthi
MORE BYAkbar Warsi Meerthi
luTaa rahe hai.n ye ra.ngiin KHayaal holii me.n
u.Daa rahe hai.n ’abiir-o-gulaal holii me.n
kahii.n hai raqs kahii.n hai svaa.ng kaa jalsa
ko.ii gulaabii ko.ii laal laal holii me.n

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.