Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

aisii suurat dikhaa.ii

Makhdoom Khadim Safi

aisii suurat dikhaa.ii

Makhdoom Khadim Safi

MORE BYMakhdoom Khadim Safi

    aisii suurat dikhaa.ii

    shyaam more mat bauraa.ii

    mohini suurat ras bharii muurat

    jab se piyaa ne dikhaa.ii

    gha.Dii pal chhan mohe chain na aavat

    uu.Th pala.ngaa se mai.n duhaa.ii

    shyaam more mat bauraa.ii

    phaagun mast mahiina sakhii re

    sayyaa.n bha.e harjaa.ii

    jo sayyaa.n mose ha.ns ha.ns bolii.n

    to sabhii baat ban jaa.ii

    shyaam more mat bauraa.ii

    sautan ke sa.ng karat hai.n

    ye kaise ka.nvar kanhaa.ii

    joban ruup par garb na kiijiye

    hai.n kaahis rijhaa.ii

    shyaam morii mat bauraa.ii

    kahat 'KHaadim' apne safii suu.n

    birahaa uuhak sataa.ii

    shyaam sundar ke mai.n bas maa.n pa.Dii huu.n

    dekhat log lugaa.ii

    shyaam morii mat bauraa.ii

    aisii suurat dikhaa.ii

    shyaam more mat bauraa.ii

    mohini suurat ras bharii muurat

    jab se piyaa ne dikhaa.ii

    gha.Dii pal chhan mohe chain na aavat

    uu.Th pala.ngaa se mai.n duhaa.ii

    shyaam more mat bauraa.ii

    phaagun mast mahiina sakhii re

    sayyaa.n bha.e harjaa.ii

    jo sayyaa.n mose ha.ns ha.ns bolii.n

    to sabhii baat ban jaa.ii

    shyaam more mat bauraa.ii

    sautan ke sa.ng karat hai.n

    ye kaise ka.nvar kanhaa.ii

    joban ruup par garb na kiijiye

    hai.n kaahis rijhaa.ii

    shyaam morii mat bauraa.ii

    kahat 'KHaadim' apne safii suu.n

    birahaa uuhak sataa.ii

    shyaam sundar ke mai.n bas maa.n pa.Dii huu.n

    dekhat log lugaa.ii

    shyaam morii mat bauraa.ii

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now