phaagun khelan kahaa.n jaa.uu.n rii sajnii
phaagun khelan kahaa.n jaa.uu.n rii sajnii
ghaT hii maa.n moraa khilaa.Dii rahat hai
more khilaa.Dii ke khel to dekho
nar naarii pe haarii rahat hai
kehuu kii chunraa dhak bhijovat
morii to bhiijii saarii rahat hai
kahat 'KHaadim' apne safii suu.n
torii suurat matvaarii rahat hai
phaagun khelan kahaa.n jaa.uu.n rii sajnii
ghaT hii maa.n moraa khilaa.Dii rahat hai
more khilaa.Dii ke khel to dekho
nar naarii pe haarii rahat hai
kehuu kii chunraa dhak bhijovat
morii to bhiijii saarii rahat hai
kahat 'KHaadim' apne safii suu.n
torii suurat matvaarii rahat hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.