Font by Mehr Nastaliq Web

horii khelat hai.n piir-piraanii hai laqab jin kaa mustafaa saanii

Unknown

MORE BYUnknown

    horii khelat hai.n piir-piraanii hai laqab jin kaa mustafaa saanii

    faqr kaa jaama tan par pahne sar-e-paag dharii hai.n nuuraanii

    charan nabii kaa kaa.ndhe dhare hai.n un kaa charan valii sab maanii

    baGdaad ke rahayyaa jiilaanii ke basayyaa vahii hai.n mahbuub-e-sub.haanii

    muriido.n ke haamii vaaris hai.n sab ke tumhe.n ho qutub-e-rabbaanii

    aal-e-nabii aulaad-e-'alii 'fanaa' kii karo tum nigahbaanii

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now