Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

piya bichhrat hum kachhu na kahi i man ki baat man hi mein rahi re

Shah Niyaz Ahmad Barelvi

piya bichhrat hum kachhu na kahi i man ki baat man hi mein rahi re

Shah Niyaz Ahmad Barelvi

piyā bichhrat ham kachhū na kahī ii man baat man meñ rahī re

byākul phirat huuñ birah maarī kaun-kaun bipat na sahī re

jaa.e kaho koī 'niyāz' maulā se mat chhāḌau morī bahiyāñ gahī re

apne 'āshiq ko paar utāro mañjhdhār morī nayyā bahī re

piya bichhrat hum kachhu na kahi i man ki baat man hi mein rahi re

byakul phirat hun birah ki mari kaun-kaun bipat na sahi re

jae kaho koi 'niyaz' maula se mat chhaDau mori bahiyan gahi re

apne 'ashiq ko par utaro manjhdhaar mori nayya bahi re

Source :
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now