ai ruh-o-rawan-e-jaan-o-tanam qad kunto basiran fil-bashari
ai ruh-o-rawan-e-jaan-o-tanam qad kunto basiran fil-bashari
Manzoor Aarfi
MORE BYManzoor Aarfi
ai rūh-o-ravān-e-jān-o-tanam qad kunto basīran fil-basharī
ai nain kañval chandar-mūrat ko.ū misl-e-tū dar-falakul-qamarī
ātish ba-dilam avval-zadah ii zaañ bā'd-e-kamand-e-ishva-garī
dil de ke hameñ ma.alūm huā āshob kunad jādū-nazarī
bin dekhe mareñ dekhe na ji.eñ hai ruup sarūp tirā dīpak
ne tāb-e-marā be-dīdan-e-tū ne tāqat-o-tāb-e-jalva-garī
tum gyān-gunī tum prīt-padam tum ḳhud hī davā tum ḳhud hī alam
ai chāra-e-zakHm-e-dard-e-nihāñ kun sū-e-man-e-be-dil-nazarī
zunnār-e-mohabbat-e-tū bastam puujā meñ tirī sābit hai qadam
tā-chand kunī iġhmāz sanam tā-chand ze-'āshiq be-ḳhabarī
ai ruh-o-rawan-e-jaan-o-tanam qad kunto basiran fil-bashari
ai nain kanwal chandar-murat kou misl-e-tu dar-falakul-qamari
aatish ba-dilam awwal-zadah i zan ba'd-e-kamand-e-ishwa-gari
dil de ke hamein malum hua aashob kunad jadu-nazari
bin dekhe maren dekhe na jien hai rup sarup tera dipak
ne tab-e-mara be-didan-e-tu ne taqat-o-tab-e-jalwa-gari
tum gyan-guni tum prit-padam tum KHud hi dawa tum KHud hi alam
ai chaara-e-zakHm-e-dard-e-nihan kun su-e-man-e-be-dil-nazari
zunnar-e-mohabbat-e-tu bastam puja mein teri sabit hai qadam
ta-chand kuni ighmaz sanam ta-chand ze-'ashiq be-KHabari
- Book : Kalaam-e-Manzoor Aarfi (Edited by Hasan Nawaz Shah) (Pg. 44)
- Publication : Makhduma Amir-Jan Library, Narali (2024)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.