Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

ai sanam der na kar anjuman-ārā ho jā

Fana Bulandshahri

ai sanam der na kar anjuman-ārā ho jā

Fana Bulandshahri

MORE BYFana Bulandshahri

    ai sanam der na kar anjuman-ārā ho

    merī dam toḌtī nazroñ sahārā ho

    apne dāman meñ chhupā le mujhe mahbūb mire

    mirī bigḌī huī qismat sitāra ho

    ishq sachchā hai to phir rañg-e-duī Thiik nahīñ

    ham tire ho ga.e ab bhī hamārā ho

    mujh ko har vaqt hai lazzat-e-dīdār-e-sanam

    merī nazroñ ke liye aisā sahārā ho

    merī chāhat do-ālam meñ bharam rah jaa.e

    mujhe merī mohabbat se pyārā ho

    us ko paanā hai to kashtī se kinārā kar le

    Duub kar bahr-e-mohabbat kinārā ho

    huuñ 'fanā' ishq meñ tere tirā kahlātā huuñ

    merī taqdīr badal merā sahārā ho

    ai sanam der na kar anjuman-ārā ho

    merī dam toḌtī nazroñ sahārā ho

    apne dāman meñ chhupā le mujhe mahbūb mere

    mirī bigḌī huī qismat sitāra ho

    ishq sachchā hai to phir rañg-e-duī Thik nahīñ

    hum tere ho gae ab bhī hamārā ho

    mujh ko har waqt hai lazzat-e-dīdār-e-sanam

    merī nazroñ ke liye aisā sahārā ho

    merī chāhat do-ālam meñ bharam rah jae

    mujhe merī mohabbat se pyārā ho

    us ko panā hai to kashtī se kinārā kar le

    Dub kar bahr-e-mohabbat kinārā ho

    huñ 'fanā' ishq meñ tere tirā kahlātā huñ

    merī taqdīr badal merā sahārā ho

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now